Mobile Hang Ho Raha Hai, Is Trah Thik Kare.
Publish: 05 July 2024, 6:53 am IST | Views: 198
Agar aapka Mobile Hang Ho Raha hai is tarah se Thik kar sakte hai,
Kya aapke is tarah ke sawal hai,
Mobile hang ho raha hai to kya kare ?
hang phone ko kaise thik kare ?
mobile hang app ?
mobile hanging software ?
mobile hang karne ka tarika ?
mobile ko hang hone se kaise roke ?
mobile hang problem solution app ?
mobile hang kaise hota hai ?
mobile hang virus ?
Hello Dosto in Hindi India me aapka swagat hai,
Aaj Aap Janege Ki Mobile Ko Hang Hone se Kaise Bachaya Ja sakta hai,
Aaj Ke Samay me Har Koi Mobile Ka Use Jarur Karte hai,
aur o bhi badi wali Screen Tuch Mobile,
To Start Karte Hai, Aur Jante Hai ki Kaise Mobile Ko Hang Hone se Bachaya Ja Sakta hai,
Yah Jo Trich Aur Tarike Batane Ja Raha hun, Yah Android Mobile User Ke Liye Hai.
Mobile Ka Hand Hone Ka Karan, Mobile me Jo Chhamta hai uski kami hai,aur iska Karan Is Prakar hai,
Mobile Hang Hone Ke Karan Aur Upay
- Aapne Mobile Ko Clian Karne karne ke liye Jo app install Kiye Hai, Use Kuchh dino ke liye uninstall kar de,aur jab jarurat hoga tabhi install kare,
- Mobile me Jo Local Antivirus hai, Agar Yah Sahi Tarike se kam nahi kar raha to ise uninstall kar de,aur achchha sa antivirus use kare,
- Jo Chije kam ki nahi use bhi istemal karna Hang Hone Ka Karan Hai,
- Aapke Mobile me jo Kam ki app install hai use uninstall kar de, Jaise Bahut sare Game,
- Jis App ko aapne istemall Karna band Kar Diya hai Unhe Force Stop Kar Deve.
- Agar Ka Mobille Low Chhamta ki hai to aapko Jayda Data Ko Store Nahi karna Chahiye isse bahut jayda mobile Hang Hota hai,
- Agar aapne New Mobile Liya Hai to Bahut sare aap’s Khas karke Game Bahut Jayda intall na kare isse mobile new Hone ke karan kam nahi kar pata.
- Agar Aapke Mobile me internal Storage Bahut Kam Hai to internal me Jayda Aaps install Na Kare, app ko External me install Kiya Kare,
- Aapke Mobile me Kam se kam 2gb space jarur Rakhe,isse Mobile Hang Nahi Hota,
- Jab aap internet nahi use kar rahe ho to data ko off rakhe, Kyoki Data On Hone par internet wali aap Loding lete hai,Agar Mobile me 4gb ram Hai to Koi Bat Nahi.
- Mobile Ko Virus se Scan karne ke liye Compute se usb connect karke Scan kare, aur Isi Tarah se Virus ko Dur Karte Rahe,
- Mobile Ke Storage me Jo Faltu ke app image, audio, Video, Hai unhe delete karte rahe,
- Whatsapp me Jo Faltu ke Chije hai unhe delete karte rahe,
- Hotspot Ko Bahut sare Logo se 1 sath Conect na kare, isse Mobile me Load aur Hand Hota hai,
- Hand Hone ka 1 Karan Yah Bhi Ho sakta hai, ki Mobile me Virus aa gaya hoga.
Categories: Uncategorized